Become the owned

0 विचारों· 09/02/23
Fajr Reminders
Fajr Reminders
0 ग्राहकों
0
में

Main banda-e-aasi hun - Khatakaar hun MaulaLekin teri Rahmat ka - Talabgaar hun Maula Wabasta hai ummeed meri - Teray Karam sayTera hun faqat tera - Parastaar hun Maula Ek tera ishara ho - Aur asaan ho ManzilEk lehar uthay aur - Us paar hun Maula Jin say main guzar jaon - Wo dar khol dey mujh meinKhud apnay hi rastay ki - Main deewar hun Maula Baahir kay ujalay mujhe - Kya rah sujhayenAndar kay andheron mein - Giraftaar hun Maula Phir Tu meray emaan ko - Tawanai ata karBarson nahi sadiyon say - Beemar hun Maula

और दिखाओ

 0 टिप्पणियाँ sort   इसके अनुसार क्रमबद्ध करें


अगला